घर भर को जन्नत बनाती है बेटियाँ॥!
अपनी तब्बुसम से इसे सजाती है बेटियाँ॥
पिघलती है अश्क बनके ,माँ के दर्द से॥!
रोते हुए भी बाबुल को हंसाती है बेटियाँ॥!
हंसती मुस्कुराती खिलखिलाती बेटियाँ
हर मुश्किल को हंस के सुलझातीं
बेटियाँ माँ बाप की आंखों का तारा बेटियाँ
उनके बुढापे का सहारा बेटियाँ
हर अल्फाज़ का इशारा बेटियाँ
हर खुशी का नजारा बेटियाँ
फूल सी बिखेरती है चारों और खुशबू,
फ़िर भी न जाने क्यूँ मार दी जाती है बेटियाँ
फ़िर भी न जाने क्यूँ मार दी जाती है बेटियाँ
एक नहीं दो परिवारों की शान है बेटिया भाई के कलाई की पहचान है बेटिया
बस, अब तो मत मारो
APKE PRAYAS KO SALAM..JARI RAKHIYE
जवाब देंहटाएंBLOG KI SETING ME JAKE COMMENT OPTION KO AUR EASY BANAIYE..TAKI LOG APKO COMMENTS DE SAKE
DHANYABAD
hello dipti,
जवाब देंहटाएंbetiyan to dard le kar janam leti hain, aisi bhartiya samaj me dharna hai lekin tumhare jaise betiyan is bharam ko tod rahi hai, apne prayas jari rakho. main bhi ek banarasi hu 1996 tak banaras me patrakarita ki ab lucknow me kar rahi hu. visit my blog-www.rekhakiduniya.bogspot.com
accha laga ye jaankr ke aapke blog pr betiyon ke liye jagah ha. aisa isliye keh rahi hun kyunki aaj betiyon ko unke prakratik ghar maa ki kokh me bhi beti hone ke dard ko jhelna pd raha hai jo usko prakrati ne diya hai. lekin yeh bhi dekhti hun ki aaj vigyan jitni tarakki kr raha hai samaj utna hi peechhe ki taragf ko khinch raha. aaj wastaw me betiyon ke janam lene ke layak paristhtiyan nahi hain or humara ye uddeshya hona chahiye ke jis mahol me hum rah rahe hain usse accha mahol, jeene ke layak sathatiyan hum apni ko uplabdh krayen.
जवाब देंहटाएं